Kaam kya hoga:
Machine pe roll lagana
Printing chalte waqt dhyaan rakhna, print mein koi dust/kachra na aaye
Dryer se print sukhana
Har print ki detail ki chitthi nikaal kar dena
Zaroori skills:
CorelDRAW aur Photoshop ka basic knowledge
Pehle printing machine chalayi ho toh achhi baat hai, warna hum basic sikha denge
Kaun apply kar sakta hai:
Mehnati, dhyaan se kaam karne wala aur zimmedaar insaan
Roz time pe aane wala