🔔 Job Vacancy – Star Digital, Andheri East 🔔
Hamari company Star Digital (Andheri East) mein printing setup ke liye 3 helpers / machine operators ki zaroorat hai.
📍 Location: Andheri East
💰 Salary: ₹14000 tak (experience ke hisaab se)
👥 Vacancy: 3 log
Kaam kya hoga:
• Machine pe khade rehkar kaam dekhna
• Machine pe roll lagana aur roll nikalna
• Print sahi ho raha hai ya nahi, yeh check karna (koi kachra/waste print mein na jaaye)
• Cutting, packing aur lamination
• Maal ki loading aur unloading
Kaun apply kar sakta hai:
• Mehnati aur zimmedaar insaan
• Printing ka experience ho toh achha hai, fresher bhi chalega
• Roz time pe aane wale
Interested log call ya WhatsApp karein: [7715031392]
Naam: [Hetvik Gala]
🙏 Kripya yeh message aage share karein