Cheetah Group mein Waiter / Steward ki job ke liye hiring chal rahi hai. Fresher aur experienced dono candidates apply kar sakte hain.
Monthly Salary: ₹25,000 – ₹35,000
5 Star Hotels, Premium Farmhouses, Weddings aur Corporate Events mein kaam karne ka mauka milega.
Candidate ki age 18 se 32 saal, height minimum 170 cm aur qualification 10th pass ya usse upar honi chahiye. Basic Hindi aur English bolna aana chahiye. Personality achhi, clean shave, short haircut aur professional grooming zaroori hai.
Company ki taraf se accommodation available hai aur duty ke time food milega. Candidate ko night shift aur event duty ke liye ready rehna hoga.
Interview Location: Cheetah Group Office, CVRS-11, Tivoli Garden ke bagal mein, Mandir Road, Chhatarpur, New Delhi.
Interested candidates apni full-size photo, name, age, height aur current location bhejein.
Direct Company Hiring – No Registration Fee, No Job Charges.