Fixed Salary: ₹18,000 - ₹22,000 (Aapke experience aur interview par depend karega)
Monthly Earning: ₹25,000 se ₹35,000 tak (Salary + Incentives)
Extra Fayde: Har mahine on-time salary aur badhiya incentive scheme.
Hamare customers ko phone par unki health aur wellness (Ayurvedic Supplements) ke baare mein sahi salah dena.
Sales close karna aur apna daily target poora karna.
Customer ki baaton ko dhairya se sunna aur unhe sahi solution provide karna.
Jo 12th Pass ya Graduate hain aur Hindi saaf bolte hain.
Jinko 1 saal ka Sales ka tajurba (Experience) hai.
Jinme paisa kamane ki bhook hai aur jo lambe samay tak company ke saath judna chahte hain.
Behtareen Office: Sector 63, Noida ki top location mein office.
Growth: Acha kaam karne walon ko 1 saal mein Senior ya Team Leader banne ka mauka.
Respect: Salesman nahi, "Health Consultant" ban kar kaam karein.
Contact
9266130110