Job Title: Female Housekeeping Staff
Company: Technocratic Dynamos Pvt. Ltd. (TDPL)
Location: Chakan MIDC, Pune, Maharashtra
Job Responsibilities:
Office ki daily cleaning aur housekeeping karna.
Tables, chairs, floors aur common areas saaf rakhna.
Washroom ki safai aur hygiene maintain karna.
Dusting aur kachra saaf karna.
Office ko clean aur व्यवस्थित rakhna.
Zarurat padne par chai-paani serve karna.
Requirements:
Cleaning aur housekeeping ka basic experience preferred.
Saaf-safai aur hygiene ka dhyan rakhna chahiye.
Punctual aur responsible hona chahiye.
Salary: Fresher Job Type: Full-time
Interested candidates contact karein.