Hamari company ko ek Office Boy ki zarurat hai.
Kaam ki zimmedariyaan:
Office me chai banana aur staff ko serve karna
Pani pilana aur guests ka dhyaan rakhna
Office ki saaf-safai ka kaam
Zarurat padne par bahar ke chhote-mote kaam karna
Bike chalani aati ho (valid license hona chahiye)
Yogyata:
Imaandaar aur mehnati ho
Safai aur discipline ka dhyaan rakhta ho
Bike chalani aati ho