Toilets & Washrooms: Office aur factory ke sabhi washrooms ki daily acid/cleaner se regular safai.
Office Cleaning: Office cabins, floor par jhadu-pocha aur dusting ka regular maintenance.
Drainage & Gatar: Premises ki naali aur gatar lines ki checking, regular safai aur blockage kholna.
Waste Management: Daily dustbin khali karna aur kachra bahar disposal point par dalna.