Hum apne farmhouse par bakriyon ki dekhbhaal ke liye ek anubhavi aur zimmedaar vyakti ki talaash kar rahe hain.
Kaam ki Zimmedariyan (Responsibilities):
Bakriyon ki achhe se dekhbhaal karna aur unhe samay par chaara aur khana dena.
Veterinary doctor ki salah ke anusaar zaroorat padne par dawa dena aur basic ilaaj karna.
Bakriyon ke rehne ki jagah (shed) ki safai aur swachhta banaye rakhna.