1 . Blinkit Me Online Order Aata Hai Wo Order Nikal Ke Scan Karke Pack Karna Hai or Delivery Boy Ko Dena Hai.
2 . Blinkit Me Picker Packer Ka Work Rahega.
3 . Week me Ek Bar Unloding Karna Padta Hai Only Male Ko ager Koi available Nahi Hai to Hi karna hota Hai Baki Nahi karna hota hai.
Blinkit Me 9 Hours Kam karna hota hai
1 week off milta hai
Monday to Friday ke bich me.
Rotation Shift Rehti Hai only Male ke liye
Female ke Liye Fix Time Rehta Hai