Job Title: Washing Machine Technician
Kaam ki Responsibilities:
Fully Automatic (Front Load & Top Load) aur Semi-Automatic washing machines ki repairing, fault finding aur servicing karna.
Motor, PCB board, drum, spin/wash timer, drain pump aur wiring se jude issues ko diagnose aur repair karna.
Customer ke ghar jaakar doorstep service aur proper installation provide karna.
Customer ke sath tameez se baat karna aur machine ki problem explain karna.
Candidate Requirements:
Washing machine repairing mein minimum 1 se 2 saal ka experience.
Khud ki bike/scooter aur valid driving licence hona zaroori hai.
Basic repair tools ki samajh aur availability.
Punctual aur zimmedar vyakti.
Salary & Perks:
Salary: ₹20,000 - ₹30,000
Petrol allowance + Kaam ke hisab se incentives
Location: Surat