Washroom Cleaning : Toilet, wash basin, mirror, floor aur tiles ki safai.
Mopping / Pocha Lagana: Poore office / floor par roz jhadu aur pocha lagana hoga. .
Stairs Cleaning: Roz stairs ki safai karni hogi. Stairs par jhadu-pocha lagana, railing saaf karna aur kone-kone ki dust hatana.