Hamare yaha 10 Beauticians ki vacancy khali hai, yadi aapko facial, dtan, bleach, manicure, pedicure, hair spa jesi basic services aati hai to aap hmare sath jud sakte hai or kama sakte hai 20,000/- se 30,000/- tak har mahine. Hamare yaha make up aana jaruri nahi hai or yaha salary hamesha samay se di jaati hai.