mujhe ek baby caretaker chahiye jo baby ka khayal rakhe jese baby ke Diapers badalna, khana banana, aur khelna, Hygiene ka sakht khayal rakhne wali, Bacche ko nahlana, maalish, khilana-pilana, aur uske kapde or saaman saaf rakhna. Bacche ke saath pyar se rehne wali.