Caretaker – Job Description
Bachchon ki suraksha, dekhbhaal aur safai ka dhyaan rakhna. Bachchon ko khana khilane, washroom aur daily activities mein madad karna. Khelte samay bachchon par nazar rakhna aur zarurat padne par teacher ki sahayata karna.
Aavashyak Gun: Zimmedar, dhairyavaan, saaf-suthra, bachchon ke prati snehpurn aur bharosemand.