Post: Office Boy (Safai + Chai + General Office Work)
Location: Delhi
Timing: Subah 8:00 baje se shaam 7:00 baje tak
Working Days: Monday se Saturday (Sunday chutti)
Salary: ₹11,000 – ₹12,000 per month + Incentives
Kaam Kya Karna Hai (Work Details):
Office ki poori safai — jhaadu, pochha, dusting, tables, chairs, shelves, bathroom saaf karna.
Chai / Coffee banana aur staff ko serve karna.
Office ke kaam mein help — files lagana, documents idhar-udhar rakhna, photocopy, bahar ka chhota-mota kaam (papers dena/lana).
Boss ya staff jo bhi zaroori kaam bolein, wo karna.
Requirements (Kaun Apply Kare):
Umar: 18 saal se 40 saal ke beech.
Safai aur chai banane ka thoda experience ho to accha hai (fresher bhi chalega).
Two-wheeler driving aani chahiye — aise bande ko zyada preference milegi (bike/scooter chala kar office ka kaam kar sake).
Mehnati, imaandaar aur time ka paband hona chahiye.
Salary & Extra:
Salary: ₹11,000 – ₹12,000 (kaam aur experience ke hisaab se).
Incentives alag se milenge — accha kaam karne par.
Time par salary milegi.
Apply Karne Ke Liye:
Apna naam, umar aur thoda experience likh kar WhatsApp par message karein: 9289742009