ek ladka chahiye night urgent kaam karne wala hamara chota sa restaurant hai usme saaf safai karna hai aur chote bartan wgra wash karna hai jisko need ho urgent whi hi call ya MSG kare jisse aapka time bhi waste na ho aur mera bhi nhi immediate joining aaj se hi