Manali mein kitchen team ke liye ek mehnati aur bharosemand bande ki zarurat hai. Kaam kya karna hoga: Bartan dhona aur unka dhyan rakhna. Kitchen ko saaf-suthra rakhna. Rush time mein kitchen ko smoothly chalane mein madad karna. Cafe band karte waqt poore cafe ki safai karnaKachra bahar phenkna. Baaki kitchen staff ka saath dena.