Job Hiring:
Hum ek designer tailor dhoond rahe hain jo basic cutting aur safai ke sath stitching karna jaanta ho. Experience ho toh achha hai, par seekhne ka utsah zaroori hai. Friendly environment, time se payment aur kaam sudharne & naye technique seekhne ka mauka milega. Aaj hi join karo, aur apna hunar dikhao!
Location: Chitrakoot, Vaishali Nagar (Near Dhawas puliya), Jaipur
Interview demo: Mon - Sun, 10-4 pm
Salary: Depending on Experience + Yearly bonus on good performance
Opening: Urgent Basis