MD Sir ke liye Personal Driver chahiye. Kaam: Sir ko time par destination tak pahunchana, gaadi ki saaf-safai aur maintenance rakhna, traffic rules follow karna. Yogyata: Valid license, Delhi ke raston ki jankari, experienced, imaandar aur punctual hona chahiye.