Paytm EDC Field Sales Executive Job – Apke Ghar ke Paas!
✅ Salary: Rs. 26,000 CTC + Bonus & Incentives
✅ Easy Work, Short Training: Sirf 3 din ki training – simple kaam aur achhi earning ka mauka.
✅ Health Insurance: ₹1.5 Lakh ka medical cover – documents 1 week mein complete karne honge.
✅ Job Location: Apke local area mein hi kaam milega.
📚 Qualification: 12th Pass
💼 KRA (Kaam ki Zimmedari)
Daily 15–20 shops visit karna.
Shopkeepers ko Paytm EDC Machine ke baare mein samjhana aur sell karna.
Merchants ko Paytm EDC Machine ke liye onboard karna.
EDC Machine installation aur activation process mein coordination karna.
Daily field visits aur reporting karna.
Monthly sales targets achieve karna.
🔥 Ab har roz apne ghar ke paas kaam karein aur achhi earning ka mauka paayein!