Urgent Requirement: Driver + Office & Family Runner (Andheri West, Mumbai)
Humein ek bharosemand aur time ke punctuality wale Driver cum Runner ki zarurat hai jo family aur office ke kaam sambhal sake.
Kaam kya hoga:
- Driving: Family members ko daily drop/pickup aur airport ya Mumbai mein kahin bhi safe driving. Gaadi ko saaf rakhna aur servicing ka dhyan rakhna.
- Bank aur Office ka kaam: Bank mein cheque jama karna (deposit), cash nikalna, passbook update, courier bhejna aur basic office filing/photocopy ka kaam.
- Ghar ke kaam: Grocery, parcels, dry cleaning aur rozmarra ke chote-mote bahar ke kaam.
Zaruri: (Requirements):
- Valid driving license hona zaruri hai (agar bike chalani aati hai toh aur accha).
- Andheri West aur Mumbai ke rasto ki acchi samajh aur Google Maps chalana aana chahiye.
- Thoda padhna-likhna aana chahiye (bank slips aur courier handle karne ke liye).
- Kam se kam 2-3 saal ka experience aur accha background.
- Aadhaar Card, PAN Card aur purane kaam ke references dene honge.
Salary: ₹18,000 - 24,000] mahina (experience ke hisab se).
Apply karne ke liye apna Naam, Umar, Experience aur abhi kahan rehte hain, is number par WhatsApp karein: 8779317022