Daily production ka kaam dekhna aur manage karna.
Staff ko kaam assign karna.
Production target time par complete karwana.
Product ki quality check karna.
Raw material aur finished stock check karna.
Packing aur labelling sahi karwana.
Daily production report maintain karna.
Staff ki attendance aur performance dekhna.
Factory/workplace mein safai aur hygiene maintain karwana.
Management ko daily report dena.